19/05/2026
Sana Yusuf ke walidain ke liye aaj ka din ek emotional relief ka din hai 💔
Lambe arse tak insaf ke liye larna aasaan nahi hota, lekin aakhirkar qanoon ne apna faisla suna diya ⚖️
Umeed hai aise faisle society me aman aur insaf ka bharosa mazboot karenge 🙏